Monday, 3 December 2012

Farishta

Gyaan ki dua maangi toh padhaayi milgaya
Khushi ki dua maangi toh dost milgaya
Shohrat ki dua maangi toh naukri milgaya
Farishte ki dua maangi toh TU milgaya

YAAD

Subah ko tere zulphon ne shaam kar diya
Tere nainon ke ek nazar ne mujhe ghulaam kar diya
Is tanhaayi mein dil tujhe yaad karne ki zurrat kar diya
Saaki ne phir se mera jaam bhar diya